Yoga or Yog or Exercise or Morning Goli jo bana de aap ki zindagi aasan.
Yoga ke liye important cheezen jo karna bahot zaroori hai.
1. Pet saaf aur khali hona chahiye.
2. Suti wastra wa dhili honi chahiye.
3. Waata waran jitna swachchh hoga hawa daar hoga utna zyada tarikon se aasan abbhyaas ho paaega.
4. Aasan karne ke purva pet khali hona chahiye wa ek ghante baad bhojan kare.
5. Aasan karne ke pahle sukchha vyayaam karna hi chahiye taake kisi nuksaan se aap bach paae.
No comments